Jagmagate shehar ke song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jagmagate shehar ke
Jagmagate shehar ke
Raanaiyo mein kya na thaa
Dhundhane nikla thaa jisko
Main wahin chehra na thaa
Jagmagate shehar ke


Ret par likhe huye naamo ko
Padh kar dekha lo
Ret par likhe huye naamo ko
Padh kar dekha lo
Aaj tanha reh gaya hoon
Aaj tanha reh gaya hoon
Upar magar aisa na thaa
Dhundhane nikla thaa jisko
Main wahin chehra na thaa
Jagmagate shehar ke


Hum wahin tum bhi wahin
Mausam wahin manzar wahin
Hum wahin tum bhi wahin
Mausam wahin manzar wahin
Faasla badh jaayega
Faasla badh jaayega
Itna kabhi socha na thaa
Dhundhane nikla thaa jisko
Main wahin chehra na thaa
Jagmagate shehar ke


Chhod aaya jin safino ko
Talatun ke kareeb
Chhod aaya jin safino ko
Talatun ke kareeb
Na khuda unmein tera
Na khuda unmein tera
Shayad koi apna na thaa
Dhundhane nikla thaa jisko
Main wahin chehra na thaa


Jagmagate shehar ke
Raanaiyo mein kya na thaa
Dhundhane nikla thaa jisko
Main wahin chehra na thaa
Jagmagate shehar ke.