Aaj ki raat song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaj ki raat bhi guzri hai
Meri kal ki tarah
Aaj ki raat bhi guzri hai
Meri kal ki tarah
Haath aaye na sitaare
Tere aanchal ki tarah
Aaj ki raat


Raat jhalti huyi
Ik aisi chita hai jis par
Raat jhalti huyi
Ik aisi chita hai jis par
Teri yaadein hain
Sulagte huye sandal ki tarah
Haath aaye na sitaare
Tere aanchal ki tarah
Aaj ki raat


Tu to dariya hai
Magar meri tarah pyasa hain
Tu to dariya hai
Magar meri tarah pyasa hain
Main tere paas
Chala aaunga baadal ki tarah
Haath aaye na sitaare
Tere aanchal ki tarah
Aaj ki raat


Main hoon ik khaab
Magar jaagati aankhon ka yamir
Main hoon ik khaab
Magar jaagati aankhon ka yamir
Aaj ke log gamatinam
Mujhe kal ki tarah
Haath aaye na sitaare
Tere aanchal ki tarah
Aaj ki raat bhi guzri hai
Meri kal ki tarah
Aaj ki raat.