jab yaad kii badalii chhaatii hai Lyrics - Meenakshi Seshadri | Rajiv Goswami? | Mahendra Kapoor
1983
Lyrics
(jab yaad kii badalii chhaatii hai
tab aankh merii bhar aatii hai) -3
mujhe sulaane kii khaatir raat bhii thak-thak jaatii hai -2
par niind merii to
par niind merii to pagalii thaharii, tere ghar tak jaatii hai
jab yaad kii badalii
tuu kyaa teraa vaadaa kyaa har baat terii sharmaatii hai -2
pat mit jaaenge
par mit jaaenge pyaar men ham, ye dil kii agan bataatii hai
jab yaad kii badalii
chaar diivaarii mandir kii, yaad terii doharaatii hai -2
par khaalii mandir, o
par khaalii mandir men puujaa to man ki thakan badhaatii hai