Jab Se Gair Bas Gaye Hain Lyrics - Chahat | Anuradha Paudwal | Nitin Mukesh Chand Mathur
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jab se gair bas gaye hain song is from Chahat (1996) and it is sung by Anuradha Paudwal and Nitin Mukesh Chand Mathur. This song is penned by Rani Malik and composed by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender). This song was released on 21 Jun 1996.
Lyrics
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Laakhon kaante chubh gaye hain
Meri nazaro ke paaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Ek mohabbat deke tune
Kya kyaa dil se chhinn liya
Ek mohabbat deke tune
Kya kyaa dil se chhinn liya
Dhadkan dubi saansein ghum hain
Dhadkan dubi saansein ghum hain
Aansu hi in aankhon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Tufaan pe bharosa hain lekin
Iss dil pe bharosa kaun kare
Tufaan pe bharosa hain lekin
Iss dil pe bharosa kaun kare
Ghum mein dub na jaaye hum
Tere ghum mein dub na jaaye hum
Bin maaji ke naav mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein
Laakhon kaante chubh gaye hain
Meri nazaro ke paaon mein
Jab se gair bas gaye hain
Teri aankhon ke gaon mein.