Kar Na Sake Hum Lyrics - Anuradha Paudwal | Nitin Mukesh Chand Mathur
in Albums
Watch the Video
Song Information
Kar na sake hum song is from Kahan Gaya Bedardi Achha Sila Diya (2004) and it is sung by Anuradha Paudwal and Nitin Mukesh Chand Mathur. This song is penned by N/A and composed by DJ Amyth. This song was released on 07 Jun 2004.
Lyrics
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Keemat hi kuchh aisi thi
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Keemat hi kuchh aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum
Kismat hi kuchh aisi thi
Duniya sach hi patthar maare
Laila tere majunu ko
Duniya sach hi patthar maare
Laila tere majunu ko
Ishq mein uss deewane ki bhi
Ishq mein uss deewane ki bhi
Haalat hi kuchh aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum
Kismat hi kuchh aisi thi
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Humne apni aankh mein aksar
Khoon ke aansu dekhe hain
Humne apni aankh mein aksar
Khoon ke aansu dekhe hain
Bakshi hain jo pyaar ne humko
Bakshi hain jo pyaar ne humko
Nimat hi kuchh aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum
Kismat hi kuchh aisi thi
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Dekh ke heere moti humse
Pyaar ka naata tod gaye
O dekh ke heere moti humse
Pyaar ka naata tod gaye
Sona chaandi jaisi shey mein
Sona chaandi jaisi shey mein
Taakat hi kuchh aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum
Kismat hi kuchh aisi thi
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Ek jalak hi dekhi to hum
Pyaar ke dhokhe kha gaye the
Ek jalak hi dekhi to hum
Pyaar ke dhokhe kha gaye the
Yaaro unki bholi bhaali
Yaaro unki bholi bhaali
Soorat hi kuchh aisi thi
Jeeti baazi haar gaye hum
Jeeti baazi haar gaye hum
Kismat hi kuchh aisi thi
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Kar na sake hum pyaar ka sauda
Keemat hi kuchh aisi thi
Keemat hi kuchh aisi thi
Keemat hi kuchh aisi thi.