Jab Mere Samne Chand Hai Lyrics - Chahat | Anuradha Paudwal | Nitin Mukesh Chand Mathur
in Movies
Watch the Video
Song Information
Jab mere samne chand hai song is from Chahat (1996) and it is sung by Anuradha Paudwal and Nitin Mukesh Chand Mathur. This song is penned by Rani Malik and composed by Shyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender). This song was released on 21 Jun 1996.
Lyrics
Jab mere samne chand hai
Jab mere samne chand hai
Aasman ki taraf kyon uthaun nazar
Jab mere samne chand hai
Aasman ki taraf kyon uthaun nazar
Chaandani ki jarurat nahi
Chaandani ki jarurat nahi
Pyar ki roshani mein hain itna asar
Jab mere samne chand hai
Jab se tera ye saath milla
Dil ki dhadkan hosh mein hain
Jab se tera ye saath milla
Dil ki dhadkan hosh mein hain
Ab na sapne hum dekhenge
Jaane mann aahosh mein hain
Teri aankhon mein jo noor hain
Teri aankhon mein jo noor hain
Kar sakega na sooraj bhi aisi saher
Jab mere samne chand hai
Jab se chahat mein duba hoon
Tab se milli parwaaz mujhe
Jab se chahat mein duba hoon
Tab se milli parwaaz mujhe
Duniya ki parwaah na aaj koi
Apni mohabbat pe naaz mujhe
Sar gamee aashiqana sadda
Sar gamee aashiqana sadda
Aaj dhaayegi kasam se keher
Jab mere samne chand hai
Aasman ki taraf kyon uthaun nazar
Chaandani ki jarurat nahi
Chaandani ki jarurat nahi
Pyar ki roshani mein hain itna asar
Jab mere samne chand hai.