Jab naam tera pyaar se song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya
Meri taraf zamane ki uththi hai ungliya
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya


Daaman sanam ka haath mein aaya tha ek pal
Daaman sanam ka haath mein aaya tha ek pal
Din rat uss hi ek pal se mehakthi hai ungliya
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya


Jis se dur ho gaye ho uss din se hi sanam
Jis se dur ho gaye ho uss din se hi sanam
Bas din tumhare aane ke ginti hai ungliya
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya


Patthar tarash kar na bana taj ek naya
Patthar tarash kar na bana taj ek naya
Fankar ke zamane mein katthi hai ungliya
Jab tera naam pyaar se likhti hai ungliya.