Uski baten bhar ki baten song is from and it is sung by and . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Dec 2017.
Uski baaten bahaar ki baaten
Uski baaten bahaar ki baaten
Waadiye na lazaar ki baaten
Uski baaten bahaar ki baaten


Gul-o-shabnam ka zikr kar na abhi
Gul-o-shabnam ka zikr kar na abhi
Mujhko karni hai yaar ki baaten
Mujhko karni hai yaar ki baaten


Sheikh maikada hai qaaba nahin
Sheikh maikada hai qaaba nahin
Yaan to hogi khumaar ki baaten
Yaan to hogi khumaar ki baaten


Ishq ka kaarwaan chala bhi nahin
Ishq ka kaarwaan chala bhi nahin
Aur abhi se gubaar ki baaten
Aur abhi se gubaar ki baaten


Ye kafas aur tera khayaal-e-hasin
Ye kafas aur tera khayaal-e-hasin
Us pe harsoon bahaar ki baaten
Us pe harsoon bahaar ki baaten.