Na ho gar aashian nahi hota song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 23 Dec 2017.
Na ho gar aashna nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota
Buth kisi ka khuda nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota


Tum bhi oos waqt yaad aate ho
Tum bhi oos waqt yaad aate ho
Jab koi aasraa nahin hota
Jab koi aasraa nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota


Dil mein kitna sukoon hota hai
Dil mein kitna sukoon hota hai
Jab koi muddawa nahin hota
Jab koi muddawa nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota


Ho na jab tak shikar-e-naakami
Ho na jab tak shikar-e-naakami
Aadmi kaam ka nahin hota
Aadmi kaam ka nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota


Zindagi thi shabaab tak seemab
Zindagi thi shabaab tak seemab
Ab koi saaneha nahin hota
Ab koi saaneha nahin hota
Na ho gar aashna nahin hota.