Jaaye to kahan jaye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Chaahein woh ho sharaab yaake khuda
Kisko chhodu kisko main apnaau
Raaste do hain ek hain manzil
Saaki tu hi bataa ki kidhar jaaun


Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana


Main teri judaai mein reh reh ke chala kaise
Main teri judaai mein reh reh ke chala kaise
Aa chaandni raat sun le mera afasaana
Aa chaandni raat sun le mera afasaana
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana


Mausam ka maza lena aadat hain hamesa ki
Mausam ka maza lena aadat hain hamesa ki
Sikha hi nahi humne barsaat mein ghar jaana
Sikha hi nahi humne barsaat mein ghar jaana
Iis mod pe masjid hain
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana


Hum ishq ke bando ki harbaat niraali hain
Hum ishq ke bando ki harbaat niraali hain
Aankhon mein jhalanum hain
Seene mein parikhana
Aankhon mein jhalanum hain
Seene mein parikhana
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana


Dekaar ki baaton mein ye sab na ghuzar jaaye
Dekaar ki baaton mein ye sab na ghuzar jaaye
Ye wasl ki ghadiyaan hain ab chhod bhi sarmaana
Ye wasl ki ghadiyaan hain ab chhod bhi sarmaana
Iis mod pe masjid hain uss mod pe maikhana
Jaaye to kahan jaye saaki tera deewana.