Jaane kahan dekha hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hrishikesh Mukherjee. This song was released on 01 Jan 2018.
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe
Jage jage ankhiyo ke
Sapno me
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe
Jamuna kinare
Jamuna kinare kabhi
Bhigi bhigi choli me
Sawre ke sang kabhi
Sawre ke sang kabhi
Gopiyo ki toli me
Kaha kaha pucha hai
Kaha kaha dhunda hai
Kaha dekha hai tumhe
Jage jage ankhiyo ke
Sapno me
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe


Ravi ke kinare jaha
Heer ki saheliya
Puchti hai ranjhe wali
Pyar ki paheliya
Kaha kaha pucha hai
Kaha kaha dhunda hai
Kaha dekha hai tumhe
Jage jage ankhiyo ke
Sapno me
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe
Nil ke kinare
Nil ke kinare kabhi sham
Ke ujalo me
Jhule ka pukara
Jhule ka pukara hai tumko
Khyalo me
Kaha kaha pucha hai
Kaha kaha dhunda hai
Kaha dekha hai tumhe
Jage jage ankhiyo ke
Sapno me
Jane kaha dekha hai
Kaha dekha hai tumhe.