Itni kisi ki majaal kahan (title) song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shrikant Nahata. This song was released on 24 Apr 1987.
Aa radha ke rahate ji gopiya
Kyu dekhe gopala
Ghar mein makhan mile to
Bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha chhine
Mujhse murali wala
Itni kisi ki majal kaha chhine
Mujhse murali wala
Gopala tere liye tufano se
Hum takara jayenge
Phool to kya sholo pe hum
Nachege gayenge
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala


Jeena mushkil kar doon uska
Tujhse kare jo door mujhe
Mot gawara kar sakti hoon
Shot nahin manzoor mujhe
Jeena mushkil kar doon uska
Tujhse kare jo door mujhe
Mot gawara kar sakti hoon
Shot nahin manzoor mujhe
Jisko ho vishawas usika
Premi par hak rahata hain
Tut ke hi rahata hain wo dil
Jis dil mein shak rahata hain
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala
Radha ke rahate ji gopiya
Kyu dekhe gopala
Ghar mein makhan mile to
Bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha
Chhine mujhse murali wala
Itni kisi ki majal kaha
Chhine mujhse murali wala


Ho pal do pal ka pyar tera
Hai sath mera janmo wala
Kya degi tu usko maine
Tan man jeevan de dala
Pal do pal ka pyar tera
Hai sath mera janmo wala
Kya degi tu usko maine
Tan man jeevan de dala
Ab wo tera koi nahin jise
Tune dil se nikala hain
Tune bhatakata chhod diya
Aur maine use sambhala hain
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala
Sacha hota hain jiska pyar
Use milata hain murali wala
Radha ke rahate ji gopiya
Kyu dekhe gopala
Ghar me makhan mile to
Bahar kyu jaye nandlala
Itni kisi ki majal kaha
Chhine mujhse murali wala
Itni kisi ki majal kaha
Chhine mujhse murali wala
Gopala gopala.