Itna bhi na wo samjha ke gaye song is from and it is sung by .It stars Khursheed, Hamida Banu and Mukesh in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chaturbhuj Doshi. This song was released on 01 Jan 2018.
itna bhi na wo, samjha ke gaye
itna bhi na wo, samjha ke gaye
kyu shama bechari jalti hai
kyu shama bechari jalti hai
itna bhi na wo, samjha ke gaye
itna bhi na wo, samjha ke gaye

adh khili kali kumhlaye kyu
adh khili kali kumhlaye kyu
khilte khilate murjhaye kyu
khilte khilate murjhaye kyu
koi geet adhura gaaye kyu
koi geet adhura gaaye kyu
kyu duniya aankh badalti hai
kyu duniya aankh badalti hai
itna bhi na wo, samjha ke gaye
itna bhi na wo, samjha ke gaye
kyu shama bechari jalti hai
kyu shama bechari jalti hai
itna bhi na wo, samjha ke gaye

kyu koyal kuk sunaati hai
kyu koyal kuk sunaati hai
kisko wo dard bataati hai
kisko wo dard bataati hai
kyu bulbul shor machati hai
kyu bulbul shor machati hai
kyu shabnam ro ro dhalti hai
kyu shabnam ro ro dhalti hai
itna bhi na wo, samjha ke gaye
itna bhi na wo, samjha ke gaye