Dil jala ke bujh le jawani song is from and it is sung by .It stars Khursheed, Hamida Banu and Mukesh in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Chaturbhuj Doshi. This song was released on 01 Jan 2018.
dil jala ke, bhuja li jawani
meri aag bhari hai kahani
meri aag bhari hai kahani
dil jala ke, bhuja li jawani
meri aag bhari hai kahani
meri aag bhari hai kahani

mithi mithi hu, jaise koyal ki kuk
kare jiya pe tu
mithi mithi hu, jaise koyal ki kuk
kare jiya pe tu
baat dil ki thi, dil ne na jani
baat dil ki thi, dil ne na jani
meri aag bhari hai kahani
meri aag bhari hai kahani

kyu satati, kisi ki hai yaad
kyu satati, kisi ki hai yaad
kaun karta hai ye fariyad
kaun karta hai ye fariyad
man bhul gaya kiska sandesh
ujda hai jo birhan ka desh
man bhul gaya kiska sandesh
ujda hai jo birhan ka desh
yaad teri hai jalti nishani
yaad teri hai jalti nishani
meri aag bhari hai kahani
meri aag bhari hai kahani