Ishq ki daastan song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Pen Densham, Neil Kaplan, Akbar Khan, John Watson. This song was released on 18 Nov 2005.
Dil ke armano ki shamma jalaaye baithe hain
Unaki tasvir ko dil mai chhupaaye baithe hain
Ishk ki dastaan saari mehfil sune
Ishk ki dastaan saari mehfil sune
Ishk dil mai chupaana zaroori nahi
Ishk ki dastaan saari mehfil sune
Ishk dil mai chupaana zaroori nahi


Ishk ehsaas hain dil ki aawaj hain
Sun le saara jamaana zaroori nahi
Ishk ehsaas hain dil ki aawaj hain
Sun le saara jamaana zaroori nahi


Ishk dil mai rahega toh ghut jaayega
Ishk dil mai rahega toh ghut jaayega
Yu hi tadpega machlega mit jaayega
Yu hi tadpega machlega mit jaayega
Ishk ko yu mitaana zaroori nahi
Ishk ko yu mitaana zaroori nahi


Ishk mitana nahi hain mehakata hai yeh
Ishk mitana nahi hain mehakata hai yeh
Ishk shola hain dil mai dehakata hain
Ishk shola hain dil mai dehakata hain
Sab ka daaman jalana zaroori nahi
Sab ka daaman jalana zaroori nahi


Ishk elaan hain ishk tufaan hain
Ishk elaan hain ishk tufaan hain
Tauba tauba na samajhe woh naadaan hain
Tauba tauba na samajhe woh naadaan hain
Aag dil mai dabaana zaroori nahi
Aag dil mai dabaana zaroori nahi


Ishk dil ke dhadakne ki pehchaan hain
Ishk dil ke dhadakne ki pehchaan hain
Ishk bebaat ho chaahe badnaam hain
Ishk bebaat ho chaahe badnaam hain
Hale dil yu sunana zaroori nahi
Hale dil yu sunana zaroori nahi


Ishk koyi raaj nahi ishk aawaj nahi
Ishk khaamosh nahi ishk behosh nahi
Ishk gumnaam na ho ishk badnaam na ho
Ishk duniya ko dikha le unaki aankho me chupa le
Khul ke jine mai maja hain ada hain nasha hain.