Is duniya mein song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 31 Dec 1991.
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke
Andar dil ke andar
Pagal premi prem ke
Maare prem ke maare
Dil dariyaa mein dub gaye saare
Maazi naav la musaafir kinaare
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke
Andar dil ke andar
Pagal premi prem ke
Maare prem ke maare
Dil dariyaa mein dub gaye saare
Maazi naav la musaafir kinaare
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar


Phir bhi kyun na jaane yeh
Phir bhi kyun na jaane yeh
Shama ke deewane
Jalte hain parwaane
Phir bhi kyun na jaane yeh
Shama ke deewane
Jalte hain parwaane
Deewano ko parwaano ko
Milta hai kya jaane aag mein jal kar
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar


Ham hue tum hue sabhi hue
Sab uski zulf se zkhmi hue
Mani kya hoon tum kya
Ho tauba karo gairo ko
Mani kya hun tum kya
Ho tauba karo gairo ko
Ulfat ka naam na lo
Ulfat ka naam na lo
Is khel mein haar gaya woh bhi
Jiska naam tha sikander
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar


Aaj ki shaam pyaar ke naam
Pyaar to hain aankho ka jaam
Aaj ki shaam pyaar ke naam
Pyaar to hain aankho ka jaam
Kuchh bhi ho anjaam
Is dil ke sau tukde ho jaaye
Phir bhi pukaare dilbar dilbar
Dilbar dilbar dilbar dilbar
Dilbar dilbar dilbar dilbar
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke
Andar dil ke andar
Pagal premi prem ke
Maare prem ke maare
Dil dariyaa mein dub gaye saare
Maazi naav la musaafir kinaare
Dil dariyaa mein dub gaye saare
Maazi naav la musaafir kinaare
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar
Is duniya mein saat samndar
Saato samndar dil ke andar.