Is daur ka har insan song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Feb 2014.
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai
Muflish ka yahaan jeena
Muflish ka yahaan jeena
Mushkil naza aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai


Ab tak toh jahaan mein hum
Kaayal they mohabbat ke
Ab tak toh jahaan mein hum
Kaayal they mohabbat ke
Kaayal they mohabbat ke
Rushwaai tadap aur zakhm
Haasil nazar aata hai
Muflish ka yahaan jeena
Muflish ka yahaan jeena
Mushkil naza aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai


Yeh sochke khush mat ho
Tufaan se nikal aaye
Yeh sochke khush mat ho
Tufaan se nikal aaye
Tufaan se nikal aaye
Ab doobati haalat mein
Saahil nazar aata hain
Muflish ka yahaan jeena
Muflish ka yahaan jeena
Mushkil naza aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai


Ab jism bhi zakhmi hain
Aur rooh bhi hain zakhmi
Ab jism bhi zakhmi hain
Aur rooh bhi hain zakhmi
Aur rooh bhi hain zakhmi
Majboor yahaan mujhko
Har dil nazar aata hai
Muflish ka yahaan jeena
Muflish ka yahaan jeena
Mushkil naza aata hai


Muflish ka yahaan jeena
Muflish ka yahaan jeena
Mushkil naza aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai
Is daur ka har insan
Qaatil nazar aata hai.