insaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal keinsaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal keduniya ke rang sahna aur kuch na munh se kahnaduniya ke rang sahna aur kuch na munh se kahnasachchaiyo ke bal pe aage ko badhate rehnasachchaiyo ke bal pe aage ko badhate rehnarakh doge ek din tum sansar ko badal kerakh doge ek din tum sansar ko badal keinsaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal keapne ho ya paraye sabke liye ho nyayeapne ho ya paraye sabke liye ho nyaye
dekho kadam tumhara haragiz na dagamagayedekho kadam tumhara haragiz na dagamagayeraste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal keraste bade kathin hai chalna sambhal-sambhal keinsaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhna insaniyat ke sar pe izzat ka taaj rakhnatan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhnatan man bhi bhet dekar bharat ki laaj rakhnajivan naya milega antim chita me jal kejivan naya milega antim chita me jal keinsaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal keinsaf ki dagar pe, bachcho dikhao chal keye desh hai tumhara, neta tumhi ho kal ke