In pyar ki raahon mein song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nagina Films. This song was released on 01 Jan 2018.
In pyar ki raahon mein
Tera hi sahara hai
Aa mil ke chale hum tum,
Mausam ka ishara hai


Hai tu hi meri manzil,
Aur tu hi kinara hai,
Phul aur khushbu jaise,
Ab saath hamara hai
In pyar ki


In pyar ki raahon mein
Tera hi sahara hai
In pyar ki raahon mein


Rangdekh ke phulo ka
Dil bas mein nahi raehat
Khud sun lo meri dhadakan


Dil ko samajalo na
Dhadakan ko daba lo na
Bechen kyun aakhir
Jab phul tumhara hai


In pyar ki raahon mein
Tera hi sahara hai
In pyar ki raahon mein


Bechain to hoge hi
Tum baart wo karati ho
Ab dar tumhe kidaka
Kis baat se daratiu ho


Dar hai ruswai ka
Dar is tanhai ka
Kis pe bhi jo sach puchho
Hame dar hai tumhara hai


In pyar ki raahon mein
Tera hi sahara hai
Aa mil ke chale hum tum,
Mausam ka ishara hai


Hai tu hi meri manzil,
Aur tu hi kinara hai,
Phul aur khushbu jaise,
Ab saath hamara hai
In pyar ki


In pyar ki raahon mein
Tera hi sahara hai
In pyar ki raahon mein.