Chah karni thi chah kar baithe song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nagina Films. This song was released on 01 Jan 2018.
Chah karni thi chah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe


Na asar aansuon na aahon mein
Na asar aansuon na aahon mein
Lut gaye ham wafa ki raahon mein
Lut gaye ham wafa ki raahon mein
Ek patthar se chaah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Chah karni thi chah kar baithe


Ho gaye ham gali gali ruswaa
Ho gaye ham gali gali ruswaa
Ishq gar hai gunaah ai duniya
Ishq gar hai gunaah ai duniya
Ab to ham ye gunaah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah kar baithe


Ab na duniya mein kuchh raha apana
Ab na duniya mein kuchh raha apana
Maut kar degi faisala apana
Maut kar degi faisala apana
Zindagi se nibah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Chah karni thi chah kar baithe


Ham na kabil the unke hasti ke
Ham na kabil the unke hasti ke
Ham the baasi garib basti ke
Ham the baasi garib basti ke
Chand par kun nigah kar baithe
Zindagi ham tabaah kar baithe
Ishq kyun khaam khaah.