chaahe aasamaan tuut padechaahe dharatii phuut jaayechaahe hastii hi kyon na mit jaayephir bhii mainphir bhii main?tere ghar ke saamaneik ghar banaauungaa, tere ghar ke saamaneduniyaa basaauungaa, tere ghar ke saamaneik ghar banaauungaa, tere ghar ke saamaneghar kaa banaanaa koii, aasaan kaam nahiinduniyaa basaanaa koii, aasaan kaam nahiindil men vafaayen hon to, tuufaan kinaaraa haibijalii hamaare liye, pyaar kaa ishaaraa haitan man lutaauungaa, tere ghar ke saamaneduniyaa basaauungaa, tere ghar ke saamaneik ghar banaauungaa, tere ghar ke saamane
kahate hain pyaar jise, dariyaa hai aag kaayaa phir nashaa hai koii, jiivan ke raag kaadil men jo pyaar ho to, aag bhii phuul haisachchii lagan jo ho to, parbat bhii dhuul haitaare sajaauungaa, tere ghar ke saamaneduniyaa basaauungaa, tere ghar ke saamaneik ghar banaauungaa, tere ghar ke saamanekaanton bhare hain lekin, chaahat ke raastetum kyaa karoge dekhen, ulafat ke vaasteulafat me taaz chhuute, ye bhii tumhen yaad hogaulafat me taaz bane, ye bhii tumhen yaad hogamain bhii kuchh banaauungaahuuntere ghar ke saamanedekhenduniyaa basaauungaa, tere ghar ke saamaneik ghar banaauungaa, tere ghar ke saamane