Humne kati hain teri yaado song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Humne kati hain teri yaad mein raaten aksar

Dil se gujhri hai sitaro ki baraten aksar
Humne kati hain teri yaad mein raaten aksar

Aur to kon hain jo mujhko taslli deta hain

Haath rakh deti hain dil par teri baaten aksar

Dil se gujhri hain sitaro ki baraten aksar
Humne kati hain teri yaad mein raaten aksar

Hum se ek baar bhi jeeta hain na jeetega koi

Woh to hum jaan ke kha lete hain maten aksar
Woh to hum jaan ke kha lete hain maten aksar
Dil se gujhri hain sitaro ki baraten aksar
Humne kati hain teri yaad mein raaten aksar

Unso poochho chehre bhi padhe hain tumne

Jo kitabon ki kiya karte hain baaten aksar
Jo kitabon ki kiya karte hain baaten aksar
Dil se gujhri hain sitaro ki baraten aksar
Humne kati hain teri yaad mein raaten aksar.