Ban nahin paya jo mera song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ban nahin paya jo mera
Humsafar kehana use
Ban nahin paya jo mera
Humsafar kehana use
Main nahin aaunga
Ab ke laut kar kehana use
Main nahin aaunga
Ab ke laut kar kehana use
Ban nahin paya


Umr jaise raste ka
Boj banke rah gayi
Umr jaise umr jaise
Umr jaise raste ka
Boj banke rah gayi
Kis kadar mehnga pada hai
Yeh safar kehna use
Kis kadar mehnga pada hai
Yeh safar kehna use
Ban nahin paya


Jab woh bichhadata tha
To khali hath ab rukhsat kiya
Jab woh bichhadata tha
Bichhadata tha bichhadata tha
Jab woh bichhadata tha
To khali hath ab rukhsat kiya
De gaya hai sher
Kehne ka hunar kehna use
De gaya hai sher
Kehne ka hunar kehna use
Ban nahin paya


Pehle rasid sath chalne
Par use razi karo
Pehle rasid sath chalne
Par use razi karo
Phir hawaao main
Charago ka safar kehna use
Phir hawaao main
Charago ka safar kehna use
Ban nahin paya jo mera
Humsafar kehana use
Main nahin aaunga
Ab ke laut kar kehana use
Ban nahin paya jo mera
Humsafar kehana use
Ban nahin paya.