LyricsTashan

Hum Ne Suna Hai Tu Hai Daku Lyrics - Lohe Ke Haath | Gulshan Grover | Chand Usmani | Javed Khan | Asha Bhosle

in Movies

Watch the Video

Song Information

Hum ne suna hai tu hai daku song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S S Arora. This song was released on 01 Jan 1990.

Lyrics

Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon
Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon
Maarungi aisa thumkka
Aisa lage ga jhatka
Dekhle chapat jaayega
Aaj tu na bach paayega
Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon


Seeshe ke pyaale
Kya tujhko peelayenge
Peeni hai to meri
Aankhon se pee
Seeshe ke pyaale
Kya tujhko peelayenge
Peeni hai to meri
Aankhon se pee
Botal bhi tujhko na
Phir yaad aayegi
Chhaa jaayegi dil pe
Woh bekhudi
Aisa nasha chhayega
Dum hi theher jaayega
Hosh mein phir na aayega
Aaj tu na bach paayega
Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon


Betaab kab se thaa
Dil tujhse milane ko
Din raat charcha
Suna thaa tera
Betaab kab se thaa
Dil tujhse milane ko
Din raat charcha
Suna thaa tera
Dekhe zara hum bhi
Jalwe hai kyaa tere
Hum bhi to jeene
Ka lele mazaa
Mujra karungi aisa
Dekha na hoga aisa
Tera dum nikal jaayega
Aaj tu na bach paayega
Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon
Maarungi aisa thumkka
Aisa lage ga jhatka
Dekhle chapat jaayega
Aaj tu na bach paayega
Hum ne suna hai tu hai daku
Dum hai to aake humein chhoon.

Related Songs

More songs from Lohe Ke Haath (1990)
More songs of Gulshan Grover
More songs of Chand Usmani
More songs of Javed Khan
More songs of Asha Bhosle