Paas Aake Ye Tune Kya Lyrics - Asad Shan | Sabeeka Imam | Tim Hibberd | Sohail Haider

2012 TSeries

About this song

  • Song: Paas Aake
  • Singer: Sohail Haider
  • Starcast: Asad Shan, Sabeeka Imam, Aliakbar Campwala, Tony Hibberd & Others
  • Music Director: Sohail Haider
  • Lyrics: Sohail Haider
  • Music Label: T-Series

Lyrics

Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Ye baat chhoti afsana kar ke
Uthake palke dewana kar ke
Mujhe mujhi se begana kar ke
Tum aise jao na
Nazar ki masti ye sahmi sahmi
Hain shok lahje me dheemi dheemi
Na ho jo tumse wo bat karke
Tum aise jao na
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya

Saath deti hai jeene ke liye
Meri sanso ko uski dhadkane
Arju ye ankho mein pyar ki
Jaan ho meri ruh mere yaar ki
Ye baat chhoti afsana kar ke
Uthake palke dewana kar ke
Mujhe mujhi se begana kar ke
Tum aise jao na
Nazar ki masti ye sahmi sahmi
Hain shok lahje me dheemi dheemi
Na ho jo tumse wo bat karke
Tum aise jao na
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya

Tham kar ye hath baton baton me
Kah de dil ki baat baton me
Karna hai jo kar gujare lamhe me
Baat bigadegi warna darne me
Kyo baat chhoti afsana kar ke
Uthake palke dewana kar ke
Mujhe mujhi se begana kar ke
Tum aise jao na
Nazar ki masti ye sahmi sahmi
Hain shok lahje me dheemi dheemi
Na ho jo tumse wo bat karke
Tum aise jao na
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya

Kyo baat chhoti afsana kar ke
Uthake palke dewana kar ke
Mujhe mujhi se begana kar ke
Tum aise jao na
Nazar ki masti ye sahmi sahmi
Hain shok lahje me dheemi dheemi
Na ho jo tumse wo bat karke
Tum aise jao na
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya
Paas ake ye tune kya kiya
Mera raha na mera tha jo jiya.