Hum kisse kare shikwa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hum kisse kare shikwa
Rona hai mukaddar mein
Hum kisse kare shikwa
Rona hai mukaddar mein
Kashit bahi jati hai
Tufano ke manzar mein
Kashit bahi jati hai
Tufano ke manzar mein
Hum kisse kare shikwa
Rona hai mukaddar mein


Har taraf mere chayi hai
Gham ki ghata kali
Har taraf mere chayi hai
Gham ki ghat kali
Armano bhari duniya
Kismat ne mita dali
Armano bhari duniya
Kismat ne mita dali
Dil tut gaya mera
Bas ek hi thokar mein


Gulzare chaman ab to
Ujda nazar aata hai
Gulzare chaman ab to
Ujda nazar aata hai
Ummido ke nakshe par
Parda nazar aata hai
Ummido ke nakshe par
Parda nazar aata hai.