hotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai rahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti hai hotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai rahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti hai mehama jo hamara hota hai, vo jaan se pyara hota hai mehama jo hamara hota hai, vo jaan se pyara hota hai zyada ki nahi lalach hamko, thode me guzara hota hai thode me guzara hota hai bachcho ke liye jo dharti ma sadiyo se sabhi kuch sahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahati haikuch log jo zyada jante hai, insan ko kam pahchante haikuch log jo zyada jante hai, insan ko kam pahchante hai
ye purab hai purabavale, har jaan ki kimat janate hai har jaan ki kimat janate hai mil jul ke raho aur pyaar karo, ek chiz yahi jo rahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti haijo jisse mila sikha hamne, gairo ko bhi apnaya hamne jo jisse mila sikha hamne, gairo ko bhi apnaya hamne matlab ke liye andhe hokar roti ko nahi puja hamne roti ko nahi puja hamne ab ham to kya sari dunia, sari dunia se kahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti haihotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai rahti haiham us desh ke vasi haiham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti hai