Hum Kal Kaya Thay Hum Aaj Kaya Hain Hum Uss Desh Ke Waasi Hain Lyrics - Mukesh
1961
Lyrics
hum kal kya the hum aaj hai kya
iska nahi hai abhiman hame
hum kal kya the hum aaj hai kya
iska nahi hai abhiman hame
rah pe aage badhna hai
hai uski bhi pahchan hame
hai uski bhi pahchan hame
iska nahi hai abhiman hame
hum kal kya the hum aaj hai kya
iska nahi hai abhiman hame
rah pe aage badhna hai
hai uski bhi pahchan hame
hai uski bhi pahchan hame
is dhara ko kisne luta
ki banke bhala kab rahti hai
hum us desh ke wasi hai
hum us desh ke wasi hai
jis desh me ganga bahti hai
jis desh me ganga bahti hai
ki banke bhala kab rahti hai
hum us desh ke wasi hai
hum us desh ke wasi hai
jis desh me ganga bahti hai
jis desh me ganga bahti hai