Haye aap naraaz khuda khair kare, naaz-o-andaz khuda khair kare song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shankar Mukherjee. This song was released on 01 Jan 2018.
aap naraj khuda khair kare, naz-o-andaz khuda khair kare

apni to jaan pe ban aayi hai, dil ki awaz khuda khair kare
aap naraj khuda khair kare

hamne bulaya to na aaye aap, mere saye se bhi katraye aap
aakhir to koi baat hai mujhme, aaj jo paas chale aaye aap

aap achhe lage mujhko hujur, mere dil ka bas yahi kasur
iske liye na lijie meri jaan or koi saja dijie jarur

aapke pyar ka sahara tha warna dunia me kya hamara tha
sapna wo tut gaya kya kare lekin bharam wo dil ko pyara tha