Hawaa Hai Thandii Ulfat Kii Zindagii Ke Jo Lyrics - Hangaamaa | Vinod Khanna | Nutan | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar | Mohammad Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Hawaa hai thandii ulfat kii zindagii ke jo song is from Hangaamaa (1952) and it is sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi and Chitalkar.It stars Vinod Khanna, Nutan, Kishore Kumar, Johny Walker in leading roles. This song is penned by Rajinder Krishan and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
hawaa hai thandii thandii chaandanii hai yaar hai ham hain
magar hai zindagii sau saal kii sau saal to kam hain
ulfat kii zindagii ke jo saal hon hazaar
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar
do din kii zindagii men kyaa kyaa kare ko_ii
kyaa kyaa kare ko_ii
do din men kyaa jiye ko_ii kyaa mare ko_ii
kyaa kyaa kare ko_ii
duniyaa kii ek raat ho aashiq kii chaar chaar -2
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar
ulfat kii zindagii ke jo saal hon hazaar
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar
o baaton men biit jaayen
( baaton men biit jaayen ye mausam-e-jawaanii
kaisii banaaye tuune maalik ye zindagaanii
maalik ye zindagaanii ) -2
baazii bahut hai chhotii lambii hai jiit haar -2
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar
( ulfat kii zindagii ke jo saal hon hazaar
tum hamase ham bhii tumase jii bhar ke karen pyaar karen pyaar ) -2