Gup Chup Chori Chori Lyrics - Jeene Ki Arzoo | Rajendra Nath | Jagdeep | Bindiya Goswami | Lata Mangeshkar | S P Balasubramaniam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Gup chup chori chori song is from Jeene Ki Arzoo (1981) and it is sung by Lata Mangeshkar and S P Balasubramaniam.It stars Rajendra Nath, Jagdeep, Bindiya Goswami, Rakesh Roshan in leading roles. This song is penned by Anjaan and composed by Bappi Lahiri. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Gup chup chori chori
Gori kare dil chori
Dil ko chura ke chhup jaaye re
Haye re haye re
Gup chup chori chori
Gori kare dil chori
Dil ko chura ke chhup jaaye re
Haye re haye re
Din ko sataye mujhe
Raato jagaye mujhe
Aise ruthe mane na manay re
Haye re haye re
Roz banaye jhutha bahana
Tu kaha jaane re dil ka lagana
Gup chup chori chori
Gori kare dil chori
Dil ko chura ke chhup jaaye re
Haye re haye re
Badal mein bijli hai
Phulo mein khushbu hai
Badal mein bijli hai
Phulo mein khushbu hai
Waise hi mere dil mein tu
Phulo pe titli hai
Phulo pe bhawra hai
Aisa hi hai harjai tu
Main hu deewana are ja ja ja
Tera parwana are na na
Are na na na na na na
Badi badi baate kare
Mithi mithi baate kare
Batiyo se dil bharmaye re
Are haye re
Din ko sataye mujhe
Raato jagaye mujhe
Aise ruthe mane na manay re
Haye re haye re
Wo spne kyu tute
Wo sathi kyu ruthe
Wo spne kyu tute
Wo sathi kyu ruthe
Jaane bewafa jaane tu
Wo kasme jhuthi thi
Wo wade jhuthe the
Jhutha mujhe mane kyu
Main tera hu are ja ja ja
Tu meri hai are na na
Are na na na na na na
Saj ke rijaye mujhe
Has ke jalaye mujhe
Tadpaye hath na aaye re
Gup chup chori chori
Koi kare dil chori
Kaise kaise rang dikhaye re
Are haye re
Roz banaye jhutha bahana
Tu kaha jaane re dil ka lagana
Gup chup chori chori
Koi kare dil chori
Kaise kaise rang dikhaye re
Are haye re.