Govinda Tera Kishan Kanhaiya Lyrics - Gulshan Grover | Govinda | Raj Kiran | Mohammed Aziz

1987

Lyrics

Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha
Tere bina jeevan mera radha
Bilkul adha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha

Oye hoye
Jati kaha hain ithlake gori
Tujhse bandhi hain sanso ki dori
Jati kaha hain ithlake gori
Tujhse bandhi hain sanso ki dori
Matki mein makhan makhan ki chori
Tu janti hain ye hain meri kamjori
Tu janti hain ye hain
Meri kamjori mar dala
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha

Fursat mein rab ne tujhko banaya
Tujhko banakar duniya mein laya
Fursat mein rab ne tujhko banaya
Tujhko banakar duniya mein laya
Duniya le lakar ye julm dhaya
Mere hi dil ki dhadkan banaya
Mere hi dil ki dhadkan banaya
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha
Tere bina jeevan mera
Radha bilkul adha o radha

Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha o radha
Govinda tera kishan kanhaiya
Tu hain meri radha.