Garibo par daya karke song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mehboob Production. This song was released on 01 Jan 2018.
Garibo par daya kar ke
Bada ehsaan karte ho
Garibo par daya kar ke
Bada ehsaan karte ho
Inhe bujdil bana dene ka
Tum saaman karte ho
Inhe bujdil bana dene ka
Tum saaman karte ho
Garibo par daya kar ke
Bada ehsaan karte ho


Inhee ko lutate ho
Aur inhe khairaat dete ho
Inhee ko lutate ho
Aur inhe khairaat dete ho
Bade tum dharmwale ho
Yeh achchha daan karte ho
Bade tum dharmwale ho
Yeh achchha daan karte ho
Garibo par daya kar ke
Bada ehsaan karte ho


Daro uss wakt se
Jab rang badlega zamaane ka
Daro uss wakt se
Jab rang badlega zamaane ka
Yeh tumase lenge badala
Jinaka abb apamaan karate ho
Yeh tumase lenge badala
Jinaka abb apamaan karate ho
Garibo par daya kar ke
Bada ehsaan karte ho
Inhe bujdil bana dene ka
Tum saaman karte ho.