Fata fat pyaar ho gaya song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Goradia. This song was released on 01 Jan 2018.
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi mera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya


Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi tera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya


Jaane kaise premi
Pehle itni der lagate the
Jaane kaise premi
Pehle itni der lagate the
Chori chori milte the
Aur geet milan ke gaate the
Arey aaj zamana jhat pat ka
Hai dekha bedaa paar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fatafat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat achha ho gaya


Dil se dil ka mel bhi
Ek nazar ka khel hai
Dil se dil ka mel bhi
Ek nazar ka khel hai
Kaun kehta hai mohabbat
Bebasi hai jail hai
Aaj aashiq bhi
Samajhdaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fatafat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat achha ho gaya
Abhi abhi tu ajanabi thi
Abhi abhi tu ajanabi tha
Abhi abhi main ajanabi tha
Abhi abhi tera yaar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
Ek pal mein ikraar ho gaya
Fat fat fata fat pyar ho gaya
La la la la la fat fat
Fata fat la la la.