Ek tu hi bharosa song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Surinder Kapoor. This song was released on 11 Feb 2000.
Aa jao ke sabh milke
Rab se dua maangein
Jeevan mein sukoon chahein
Chaahat mein ye waffa maangein
Haalat badal ne mein
Abh der na ho maaliq
Jo dekh chuke phir
Ye andheer na ho maaliq


Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata…


Humse na dekha jaaye
Barbaadiyon ka samaa
Ujadi hui basti mein
Ye tadap rahe insaan


Humse na dekha jaaye
Barbaadiyon ka samaa
Ujadi hui basti mein
Ye tadap rahe insaan


Nanhein jismon ke tukadey
Liye khadi hai ek maa
Barood ke dhuey mein
Tu hi bol jaayein kahan


Ek tu hi bharosa


Ek tu hi sahara


Is tere jahan mein


Nahi koi humara


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata…


Naadan hain hum to maaliq
Kyoon di humein ye sazaa
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bharaa


Naadan hain hum to maaliq
Kyoon di humein ye sazaa
Yahan hai sabhi ke dil mein
Nafrat ka zaher bharaa


Inhein phir se yaad dila de
Sabak wohi pyaar ka
Ban jaayein gulshan phir se
Kaaton bhaari duniya
Ek tu hi bharosa
Ek tu hi sahara
Is tere jahan mein
Nahi koi humara


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata
Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata…


Meri pukar sun le


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Hey ishwar, ya allah


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Meri pukar sun le


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Meri pukar sun le


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata


Meri pukar sun le


Ishwar ya allah
Ye pukar sun le
Ishwar ya allah
Hey daata…