Ek Sitaaraa Hai Aakaash Men Lyrics - Nagina | Nutan | Nasir Khan | C. H. Atma
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ek sitaaraa hai aakaash men song is from Nagina (1951) and it is sung by C. H. Atma.It stars Nutan and Nasir Khan in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by Shankar Jaikishan. It is produced by Phulshanker D. Rawal. This song was released on 31 Dec 1951.
Lyrics
ek sitara
ek sitara hai aakash me
ek sitara hai aakash me
ek sitara hai aakash me
ek sitara ek sitara
ek sitara hai aakash me
ek sitara ek sitara
do the kuch din, aaj akela ek wo hi path hara
ek sitara
dhundhla sa ek deep jalaye
dhundhla sa ek deep jalaye
teer adhera badhta jaye
bade jatan se dil me chhupaye
aag ka ek angara
aag ka ek angara
ek sitara
raat jo dekhe uska gam to
oas ke aansu roye
duniya apne mithe sapne
gale lagakar soye
jage wo hi bechara
jale wo hi bechara
ek sitara, ek sitara