Eid ke din aaj mujhko song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Manmohan Kapoor. This song was released on 06 Oct 1989.
Aaj mubarak din hai jisne
Sabko gale milvaya
Arey taras taras ke bad baras ke
Eid ka din hai aaya eid mubarak


Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Wallah kurban


Oye sherkhan tujhpe
Meri jaan bhi kurban
Jaan bhi kurban aur
Iman bhi kurban
Wai wai ha wai wai
Allah teri shan pe kuraban ho gaya
Tu hi mera bharosa aur iman ho gaya
Tu eid ke din aisa meharban ho gaya
Ye dekh ke zamana bhi hairan ho gaya
Aankho ko aaj tere nur ka didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Sherkhan ho gaya
Kurban hoye kurban


Burayi se bhalayi ka
Rasta dikha diya
Bigde huye ko pyar se insa bana diya
Khuda ki kasam tune khuda se mila diya
Ada karu mai kis zuba se tera shukariya
Bin mange mujhko aaj pyar besumar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj mujhko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Wallah kurban


Mehman pe kurban
Tere mehman pe kurban
Mehman pe kurban
Tere mehman pe kurban
Wai wai ha wai wai lo sher
Allah kasam tere liye duniya jhuka du
Jo sar uthe tere liye wo sar bhi uda du
Shabnam ki har ek bund se
Main aag laga du
Mai rait ke sine pe bhi kashti ko chala du
Buri nazar se dekhe wo aankh phod du
Jo hath tujhpe uthe main wo hath tod du
Insan to kya chij hain parbat ko hila du
Nafrat ka is jahan se main naam mita du
Khushiyo se bhar aab mujhko ye sansar
Mil gaya mil gaya mil gaya


Eid ke din aaj mujhko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Allah ke rehmo karam se uska didar
Mil gaya mil gaya mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya
Eid ke din aaj humko
Sabka pyar mil gaya.