Duniya ne to mujhko song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by L.V. Prasad. This song was released on 04 Jan 1957.
Duniya ne to mujhko chhod diya
Khub kiya are khub kiya
Botal ki taraf muh mod diya
Botal ki taraf muh mod diya
Khub kiya are khub kiya


Wo ghadiya khawab ki ghadiya thi
Main jin ghadiyo mein jaga tha
Duniya ki khushi ek saya thi
Duniya ki khushi ek saya thi
Main bhaga tha
Main jiski lagan bhaga tha
Pavo ko jo mere tod diya
Khub kiya are khub kiya
Botal ki taraf muh mod diya
Khub kiya are khub kiya


Jab mujhse zamana dur hua
Jab mujhse zamana dur hua
Botal ne kaha batau kya kaha
Har dard ke mare ko ek din
To padti hai jarurat to meri
Padti hai jarurat to meri
Tute huye dil ko jod diya
Khub kiya are khub kiya
Duniya ne to mujhko chhod diya
Khub kiya are khub kiya.