Kitna jiye thhe hum Kitna hasse thhe hum Chhote se pal mein Kitne hi kehke chupa rakhe hain Beete huye kal mein
Kitne pagal mast se thhe hum Apni duniya mein Har lamha kisi gasht mein the Hum apni duniya mein
Kya kya na socha tha Sari duniya hi jitenge Kya kya na socha na tha Lamhe yoon aise bitenge
Kya kya na waade thhe Hum yaar na bichdenge Kya kya na sapne thhe
College ke raaston ko dekhun to Dil yeh tadapta hain Yaaron ko hasta dekhoon to
Jeene ko mann karta hain
Kitaabon ke khaali se panno par Likhe naam ab bhi to baaki hai Puraani si yaaron ki tasveere Yaadein bachi bas baaki hain
College ke rastein mein Khaali se baste mein Yaaron ki yaari hain
Khareedi thi saste mein Jeene ke chaskon mein Waqton se haari hain
Kitna hai paaya aur kitna hai khoya Iss duniya daari mein
Aa..
Aisa na socha tha Hum aise jitenge Aisa na socha tha Lamhe yoon aise bitenge
Aise na waade thhe Ke yaar yoon bichdenge Aise na sapne the Oo..oo..
Yaariyan ve.. yaariyan ve.. yaariyan..