Do Dilon Ke Lyrics - Partition: 1947 | Huma Qureshi | Om Puri | Manish Dayal | Harìharan | Shreya Ghoshal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Do dilon ke song is from Partition: 1947 (2017) and it is sung by Harìharan and Shreya Ghoshal. Record label of this song is TSeries.It stars Huma Qureshi, Om Puri, Manish Dayal, Hugh Bonneville in leading roles. This song is penned by Navneet Virk and composed by A R Rahman. This song was released on 18 Aug 2017.
Song: Do Dilon Ke
Singer: Shreya Ghoshal, Hariharan
Music: A.R. Rahman
Lyrics: Navneet Virk
Music Label: T-Series
Lyrics
Do dilon ke dyaare
Sarhade toh utaare
Tu sagaron ke seene mein
Haan bandh bhi le deewarein
Raahe na pyaar ki ho goom
Raahe na pyaar ki ho goom
Girti chaton ki ret se tu
Mahal apna bana lena
Jahan hai dafan hazaron jakhm
Wahan chaadar bicha lena
Khaari khaari barishon mein
Fasal laga dena
Ek desh ki asthiyon se
Do bana lena
Baant lena parinde
Baant le yeh hawaein
Chal ek tihayi dhoop le
Aadhe tu kar sitare
Rahe na pyaar ki ho ghum
Uljhe lakeeron mein yun kadam
Kahan inko lejaun main
Kyun ye zameen lage kamseen
Kahan baahein phailaun main
Ye dararon ke hai nakshe
Koi mitaoo na
Chaar din ka safar hai yeh
Sath aao na...
Jo ye apne ghum hai
Inki ho batware
Aadhe ho jaye ashk ye
Dohri ho muskaane
Rahe na pyar ki ho ghum
Rahe na pyar ki ho ghum..