Dillagi Mein Jo Beet Jaaye Lyrics - Aashiq Banaya Aapne | Emraan Hashmi | Sonu Sood | Naveen Nischol | Shaan | Sonu Nigam
in Movies
Watch the Video
Song Information
Dillagi mein jo beet jaaye song is from Aashiq Banaya Aapne (2005) and it is sung by Shaan, Sonu Nigam, Himesh Reshammiya and Sunidhi Chauhan.It stars Emraan Hashmi, Sonu Sood, Naveen Nischol, Viveck Vaswani in leading roles. This song is penned by Sameer and composed by Himesh Reshammiya. It is produced by Balabhai Patel. This song was released on 02 Sep 2005.
Lyrics
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Dil-phenk hai maana par jaise hain bhale hain
Mohabbat ki raahon mein dil le ke chale hain
Husn hai, bahaar hai, phir kya intezar hai
Aana haseena aise door kyon khadi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Bholi si hain aankhen, chehre pe hansi hai
Meri woh mohabbat, mohabbat se haseen hai
O.. ishq hai samaa hai, dhadkanein jawaan hain
Yeh hoga khoya jabse ankhiyan ladi hain
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Ho... O...
Aramaan jaage dil mein
Ke jaadu hai mehfil mein
Kaise khud ko rokoon
Yeh dil hai mushkil mein
Josh hai aramaan hai
Dil mein ek toofan hai
Jee lo yeh pal bas ghadi do ghadi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi mein jo beet jaaye zindagi hai
Aashiqui aaj hai yahan hai abhi hai
Hum hain to hai mehfil yeh roshan
Jo hum nahi to phir kuchh bhi nahi hai
Dillagi!