Dilbar kahoon ke dil kahoon song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dil ruba tuhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta kya


Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe


Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe


Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Ghalib ki ghazal tu hai
Rubaai khayaam ki
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe


Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Chahat ka aasmaan tujhe
Yeh zameen lagi
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe


Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Duniya ki har khushi
Di tere dard ne mujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe


Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe.