Dil ko gham e hayat song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Dil ko gham e hayat
Gawara hai in dino
Dil ko gham e hayat
Gawara hai in dino
Pehle jo dard tha wahi
Chaara hai in dino


Ye dil zara sa dil teri
Yaadon mein kho gaya
Ye dil zara sa dil teri
Yaadon mein kho gaya
Zarre ko aandhiyon
Ka sahara hai in dino
Dil ko gham e hayat
Gawara hai in dino


Tum aa sako to shab ko
Badha du kuch aur bhi
Tum aa sako to shab ko
Badha du kuch aur bhi
Apne kahe me subho
Ka taara hai in dino
Dil ko gham e hayat
Gawara hai in dino.