dil diivaanaa dil mastaanaa maane na Lyrics - Jagdeep | Rajendra Kumar | Nalini Jaywant | Lata Mangeshkar | Talat Mahmood

1956

Lyrics

dil diivaanaa dil mastaanaa maane na
lagii bujhaanaa buraa zamaanaa jaane na
bhiigaa bhiigaa pahaluu hai dliadaar jahaan
bhiigii bhiigii raaton kaa vo pyaar kahaan
raste pe terii merii pahalii mulaaqaat huii
akhiyon kii akhiyon se vo jo ek baat huii
usii ek miithi baat pe ye dil aabaad hai
pyaar kaa jo duhkh uthaayaa apanaa hii qusuur hai
teraa koii dosh nahiin dil majabuur hai
apana jahaan to apane haathon barabaad hai