Hai maun mein doobi duniya Tera kissa kaun sunaaye Jo kahe, tujhe na jaane Jo jaane, keh na paaye
Khwaabon ka musafir, navazina kaafir Saaiya yeh bata de Kaha hu main aakhir Yeh kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar, mera dil darbadar Dil darbadar, mera dil darbadar
Tu mera hi saaya Main teri hi chaaya Main tere bina zaaya Ragoon mein bahaa tu Nazar mein rahaa tu Magar na nazar aaya
Tujh se hi chal ke main guzra Tujhpe hi aa thehra re Tu mujhko main tujhko Jaata kya hai mera
Yeh kaisi hai teri aankh micholi
Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar, mera dil darbadar Dil darbadar, mera dil darbaadar
Main shaakhon se tuta Hawaaon se rutha Udaa ja raha hu kahaan Aa jaaun kahi main Khilunga wahi mein Mile mujhko tu jahaan
Aa mil ja mujhse main kabse Dekhun teri raahein Beeta ek arsa main tarsa Ab khol de baahein Yeh kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli
Dil darbadar, mera dil darbadar Dil darbadar, mera dil darbadar Dil darbadar hai.. Darbadar.. darbadar dil hai Hai dil darbadar Dil darbadar hai...