Behroopia song is from and it is sung by , and .It stars , and in leading roles. This song is written by . This song was released on 24 Apr 2015.
mere har ek armaan se zyada chahe re tujhko jiya
kaise karu yakeen tu hai dilbar ya koi wahem piya
behroopia, yeh dil tune bas me kiya
behroopia, haseen kasur kiya
maine ek muskaan sajakar Raaz ko parda diya
pyara tujhe hai meri surat se mera naqaab piya
behroopia, zara sa hai fark piya, behroopia
jala chingaari shamaa ban ja main bhi parwana hu mujhe aazmaa
bujhi shamma se na dil behela haath me aayega tere bas dhuaa
hai yeh sitam hai ye zulm sarasar neendo pe kabza kiya
karle tu yakin main hu dilbar na koi wahem piya
behroopia, yeh dil tune bas me kiya
behroopia, haseen kasur kiya
yeh dil tujhe de hi diya jo hona hai hoga piya
behroopia behroopia, behroopia behroopia
behroopia behroopia, behroopia behroopia