Chahe koi roke re sathiChahe koi toke re sathiNavyug aayega, navyug aayegaTani hui baahon ka rela badhta hi jaayegaKhoon maati ke bhaav bik nahi paayegaKhoon maati ke bhaav bik nahi paayegaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniHo subah tak hum kahein ek kahaniJhoomti dhadkano ki zubaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoomJab talak raat chale, pyar ki baat chaleTeri meri, meri teri palkein na jhapkeinRang lehraate rahein, ang tharrate raheinTape tape chehron se shole se lapkeinHo toka tohri hi kasam, tod mat aur julamHamka dai de angoothi nisaniTori hogi badi meharbaniAye kya samajhta hai humko re praniHamra kaata to maange na paaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoomMasti kuchh aur badhe, nasha kuchh aur chadheDukh wala dhyan koi aaj hamein aaye naDukh jo aaye to kya, gham sataye to kyaAadmi ko chahiye ke kabhi ghabraye na
Ho tootne wala hai damKhaaye jaata hai yeh ghamBane dulhan meri bitiya raniUmra ghar mein pade na bitaaniHey har museebat hai aani te jaaniHai yeh apne guruji di baaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoomPale na sog jahan, sukhi hon log jahanHumko hai sathi aisi duniya basaniSeenon mein aag liye, honthon pe raag liyeHumko andheron mein hai shamme jalaniHo kaale pathar ki kasamJab talak dum me hai dumHum yeh dekhenge rasmein puraniKar na paaye yahan hukumraniHey aaj se humne hai dil mein thaaniLayenge ek nayi rut suhaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniHo subah tak hum kahein ek kahaniJhoomti dhadkano ki zubaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom aaj ki rainaBhor huye tak jaage jawaniDhoom mache dhoom