Dharam par mar jaana song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Bam babam bam,
Bam babam bam,
Bam babam bam
Bam bhole naath jai sitaram
Bam bhole naath jai sitaram
Jeete raho beta
Bhagwan sukhi rakhkhe


Dharam par mar jaana
Koi badi baat nahin hai
Dharam par mar jaana aaa
Koi badi baat nahin hai
Dharam par mar jaana haan


Dharam par mite mordhaj raja
Dharam par mite mordhaj raja
Unhone putra ka sar kaata
Unhone putra ka sar kaata
Kaata kaata katne do,
Koi badi baat nahin hai
Dharam par mar jaana
Are dharam to gaya betaaa,
Haan ishaq mein mar jaana
Koi badi baat nahin hai
Kisi ke ghar jaana
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein mar jaanaah


Hanaa aaaa aaaa ishaq mein
Baaba baaba
Are ishaq mein ae ae ae ae
Are are yaar kya hota hai ishq mein
Are ishaq mein dil bahot ghabrata hai
I yes ishaq mein dil jo bahot ghabraye
Ishaq meihen dil jo bahot ghabraaye
To aaashiq bhes badal kar aaye
To aaashiq bhes badal kar aaye
Aaye aaye aane do,
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein mar jaana
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein mar jaana


Aaaahun hanaaaa aaaaaaa
Kal jo milne aashikon se main gaya hana
Kal jo milne aaaashikon se tu gaya
Hun heer ka thha aur na majnu ka pata
Are majnu nahin raanjha kaho
Are chalta hai yaar
Maine poochha marnewalo kyaa huwa
Kabr phaadi khat se punnu ne kaha
Kyaa ishaq mein mar jaana
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein mar jaana
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein pit jaana
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein unhunhuun
Koi badi baat nahin hai
Ishaq mein unhunhuun.