Dekhne wale tujhe song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. The music of this song is composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
naam saathi ka wuzu karke liya karte hai
naam saathi ka wuzu karke liya karte hai
be piye hum hai wo mehkash jo kiya karte hai
darsh duniya ko mohabbat ka diya karte hai
shikwa ae kya wo to kamzarf kiya karte hai
peene wale to nigahon se piya karte hai
peene wale to

yun to laakhon hume hasti tere afsaane hai
saikado baag tamanna tere veerane hai
shamaa ki majloo mein har rang ke parwane hai
haay meri nazar mein hakikat mein vo dewaane hai
chaak daaman ko do has haske siya karte hai
chaak daaman ko