Deewana bana dala song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bhavnani Production. This song was released on 01 Jan 2018.
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Tere pyar ne tere pyar ne
Sawariya tere pyar ne
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala


Suhani rut hai
Ghata mastiyo ki chhayi hai
Tumhare dard ne
Ek aag si lagayi hai
Tadap rahi hoon main
Tadap rahi hoon main
Lab pe yahi khudai hai
Parwana bana dala
Ho parwana bana dala
Parwana bana dala
Ho parwana bana dala
Tere pyar ne
Tere pyar ne
Sawariya tere pyar ne


Palat to phir yahi aayenge
Ye bahar ke din
Nayi jawani nayi rut
Naye nikhar ke din
Ye mahki mahki si raate
Ye intezaar ke din
Ye mahki mahki si rate
Ye intezaar ke din
Mastana bana dala
Ho mastana bana dala
Mastana bana dala
Ho mastana bana dala
Tere pyar ne
Tere pyar ne
Ha tere pyar ne
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala
Deewana bana dala
Ho deewana bana dala.

More songs from Rangeen Zamana (1948)